Do dil safar mein nikal pade
Jana kahaan kyun fikar karein
Kahaan thikana ho raat ka
Subah kahaan pe basar karein
Khoya khoya dil mera kehta haiHaan tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aaraam hai
Pareshaan hai bas tum se hiJo dard ko sukoon de
Wo dard tum se milta hai
Ae dil zara itna bata
Kyon ishq unse hota hai
Saason ko ab jeene ka
Jaise sahara mil gaya
Khoya khoya dil mera kehta haiHmm tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aaraam hai
Pareshaan hai bas tum se hiAashiqi hoti hai kya
Dil ko mere malum na tha
Ek bhi teri tarah
Chehra koyi masoom na thaHaan yoon laga is jaan mein
Ik jaan si dakhil huyi
Ab to har lamha mujhse kehta hai
Haan tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aaraam hai
Pareshaan hai bas tum se hiTum se hi!