Humein yaad karke tera bhool jaana
Dil nahi samjha tera door jaana
Humein yaad karke tera bhool jaana
Dil nahi samjha tera door jaanaSab jhooth tha woh tera hasna hasana
Tu bewafa phir bhi dil yeh na maanaJaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahiMain khwaab kaise dekhun naye
Aansu tere hain meri palkon tale
Toota nahi mera yakeen
Badle nahi kabhi hum tere liyeSach ho na jayein duniya ki baatein
Khamosh kar de zamane ko aakeJaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi