Mausam bhi yaar hai gulshan gharbaar haiBarkha ka saath hai aisi saugaath haiAb jaaye kab aaye kaise boloJinke saath dil lagta hai, unke saath holoJaana kahan tha humko, kahan hum chal diyeChoti choti hasraton mein hum ghul mil gayeSoch ke kya nikle the yeh kya hum kar gayeJo kehte woh na karte na in mein reh gayeRab yeh jaane ab kya hoga rastha hai mushkilKis chourahe pe khade hai yaar.Kitne armaan hai, kaise anjaam haiBarson ka kaam hai, lamhon pe naam haiDer se aaye jaise aaye boloJinke saath dil lagta hai, unke saath holo.Mitti ka bartan ho, bartan mein ho sonaSone ke bartan mein mitti aisa nahin honaAasmaan agar chath hai, yeh dharti bighonaAmbar ko de saaya kaun, dharti ka kya konaRab yeh jaane kaisa hotha kehna hai mushkilHai us paar bhi gharbaar yaar.Chehra hijaab hai, gehra jawaab haiSach hai ya khwaab hai sab ka hisaab haiAb kaise sabko bathlaye boloJinke saath dil lagta hai unke saath holo.Ravi