Blog  |  About  |  Privacy  |  Contact  |  +Submit Lyrics

Suntey Hi Rehtey Hain

-

Lucky Ali - Suntey Hi Rehtey Hain Lyrics


Koi aa raha, koi jaa rahaKoi jaa raha, koi aa rahaSuntey hi rehtey hain hum to zamaaneAisa koi vaisa kahin ja raha hainKal jo saath the, pal mein woh nahin haiMiltey hi rehtey hain hum to har manzil meinBasti nayi hasti se jahan jaa rahe haiKitney tan ke kaise ban keKaisa yeh safar dil bada besabarYeh na jaane yeh na maane yeh hai bekhabar, ki mein toTanhayi mein tanha rehke pyaar samjha hoonDoor rehke paas rehna yaar samjha hoonKhoye hain sab yahan, yeh akela jahanJitna hai utne mein mein to khush rehta hoonPaana aur khona jaanta nahinPaake kya kare, khoke sab mileyGir ke sambhalta hoon phir bhi kuch nahin karta hoonDeri aur doori main, jaanta nahinDeri hi sahi, doori to nahinJaisa bhi safar dil bada besabarYeh na jaane yeh na maane yeh hai bekhabar, ki mein toDoston ke saath bhi anjaan rehta hoonRaaston mein har kahin pehchaan rakhta hoonHai yahn se wahan, yeh kisi ka jahanSun ley, dil ki sadaa, sun ley, dil ki sadaaKoi aa raha, koi jaa rahaKoi aa raha, koi jaa rahaAksar yeh dekha hai yun koi tehertha haiJaise ruka koi haar ke kahinBehtar woh raasta hai jisme dil basta haiAise kinarey bhi miley hai yahan

Suntey Hi Rehtey Hain lyrics !!!