Blog  |  About  |  Privacy  |  Contact  |  +Submit Lyrics

Tum Ho Wohi

-

Lucky Ali - Tum Ho Wohi Lyrics


Yeh hai khayaalon mein yaadon mein baaton meinGum hain kahin, tum ho wohiPyaar se jiske yeh naam hai aayaTum ho wohi, gum ho kahinHar zamaane mein aate rahenge yeh kyon inkaar karePyaar ke saayil raah batate hai kyaJaise guzarte hai vaise badalte haiDin ho ya raat mileyAise bahaane se saara jahan badla thaNeeley gagan ke taleyHumne bhi taare gineyAchcha jo samjha kiyeyHar ek chaahat koRaaston mein chalke, kahi se guzarkeKahin pe sambhalke, aisa kahin, vaisa kahinNek iraadon mein, sachcha yeh vaadon meinTum ho kahin, gum ho kahinBaahon mein bhar laaye saare ishaare haiChal ke kahin, chalte yahinAaj ka aalam hai maange to hum koYeh saara sansar mileyJaane kya chahe woh humne tho chaha yahiSaath guzar jaaye har ek lamha bhiAisa dildaar milePyaar ki basti mein aise bhi raste yahanNeeley gagan ke taley, hum ko sahaara mileyKahin nazaare khiley, kayi tikane haiEk ho zamaane mein, kya bura hai paane meinYeh samajh ke jaaye tho, der na ho jaane meinChaandni raaton mein shabnami raahon meinGum ho kahin, tum ho wohi

Tum Ho Wohi lyrics !!!