Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan (x2)Teri yeh ataari
Teri yeh zameeneinTeri yeh katari
Teri yeh lakeereinGhar mera hai kahaan
Bas yeh bataHo.. aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah yeh aazaadiyanAazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan
Aazaadiyan..
Laadla lakdi ka jhula
Saanwla mitti ka chulha
Sohni mohni maa hai kahanNatkhati si meri galiyan
Nazron ki chhupan chhupaiyan
Gori gori baahein kahanHai woh chhat taare kahan
Hai woh chaubare kahan
Ho.. hai woh dariyan kinare kahaanHind pe tha naaz jinko
Hai woh kahan...Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyanTeri yeh dastak
Teri yeh muthi
Tujhko mubarak
Teri yeh mitti
Ghar mera hai kahan itna bataAah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyanAazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan..
Aazaadiyan...Reh gayi rassi pe chunri
Reh gayi khunti pe kurti
Reh gayi woh laaj kahan..Reh gaya gummad mein Allah
Reh gaya furkat mein Rabba
Reh gaya woh Ram kahanHai hari se woh kahan
Hai kari se woh kahan
Pehle chaman woh bataao kahan
Hind pe tha naaz jinko hai woh kahanAah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyanTeri yeh hukumat
Teri yeh hidayatTeri yeh himakat
Tujhko mubarakGhar mera hai kahan sirf yeh bataAah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyanAazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan..
Aazaadiyan... (x2)